Pages

Sunday, January 23, 2011

Kia Faida.. ?!


Hum ko itna satanay se kia faida
zakham dil pe laganay se kia faida

Jab kay milna hamara muqaddar nahi
Phir khuaabo main anay se kia faida

Jitay ji, phool hum ko mayassar nahi thay
ab ye dhair se, kafan pe charha kar kia faida

Zindagi main agar hum se mil na sako
Phir janazay pe anay se kia faida

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...