Jaltay honto pe tabassum jo machalta hai kabhi
Zakham dhul jatay hain, sawan jo barasta hai kabhi
Main ne sochon me tarashay hain khad-o-khal tairy
Mairy baray me, bata, too ne bhi socha hai kabhi
Charhty sooraj se kabhi too ne milaai hai nazar?
Ya kirno ki taraf hi ghor se dekha hai kabhi !
Log patthar me khilatay hain umeedo kay gulaab
Yoon bhi mumkin hai? bata, aisa bhi hota hai kabhi?

No comments:
Post a Comment