Pages

Sunday, January 23, 2011

Actual Love means Ishq-e-Haqeeqi


Muhabbat ki tamanna hai to phir wo wasf paida kar
Jahan se ishq chalta hai, Waha tak naam paida kar

Agar saccha hai mairy ishq me, to aey Bani Adam!
Nigah-e-Hashr paida kar, Jamal-e-Zarf paida kar

Me tujh ko, Tujh se aur sab se barh kar chahoon ga
Magar shart ye hai, kay apnay andar mairi tarap paida kar

Agar na badloo tairi khatir har ek cheez to kahna
Too, apnay aap main pahlay, Andaz-e-wafa to paida kar

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...