Pages

Sunday, January 23, 2011

Naseehat-e-Zindagi

Uljhay huye halaat ka shikwa na kia kar
Khairaat main khoshio ki tamanna na kia kar

So baar kaha itni muhabbat nahi achi
So baar kaha, itna bharosa na kia kar

Halaat tujhy mujhy, kabhi milnay na den gay
Aey dost mairy! Mairi tamnna na kia kar

Kia janay, kis mor pe le jaye zamana
Too mujh ko kisi pal bhi alhaida na kia kar

Mumkin hai kisi roz bichar jao achanak
too mujh se piar itna zayada na kia kar

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...