Tumhain piyar maira sataye ga aksar
Aur yaadon kay toofan uthaye ga aksar
Zikar mera karnay se pahlay
Tum kuch soch kay muskurao gay aksar
Mera nam likh kar kitabo me apni
Tum logon kay dar se mitao gay aksar
Batain mairi yaad ayn gi itni
Jitna tum hamain bhulao gay aksar
Aur yaadon kay toofan uthaye ga aksar
Zikar mera karnay se pahlay
Tum kuch soch kay muskurao gay aksar
Mera nam likh kar kitabo me apni
Tum logon kay dar se mitao gay aksar
Batain mairi yaad ayn gi itni
Jitna tum hamain bhulao gay aksar
No comments:
Post a Comment