Sukoon-e-Jaan ka matlab bata do, Phir Badal Jana
Ya phir sargoshian dil suna do, Phir Badal Jana
Jo maira aur tumhara waqt guzra hansnay ronay main
Usay poori tarha se tum bhula do, Phir Badal Jana
Na janay kio hai adat, Tumhi ko sochtay rahna
Mairi ye bewaja adat chura do, Phir Badal Jana

No comments:
Post a Comment