Pages

Sunday, January 16, 2011

Sad Ending !

Wo piyar ka suboot dikhaya karta tha
Aanso baha kar hamain manaya karta tha

Ye zindagi sirf tumhi se wabasta Hai
Aksar ye bat hamain bataya karta tha

Uski bato me kuch aisa asar tha
Main bina barsat hi bheeg jaya karta tha

Sonay ki fursat kisay thi
Wo sari raat jagaya karta tha

Bechaini jab had se guzar jati thi
Wo ji bhar k galay se lagaya karta tha

Wo itni muhabbaton ka badal gaya
Jo har bat pe mairi qasam khaya karta tha

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...