Tairi be parda nigaho ka nishana ban kay
Khod se jhagra hoon, buhat taira diwana ban kay
Mujhy is tarha se na dekha, teri zulfon ki qasam
Phir na rah pao ga main tujh se begana ban kay
Neend aankhon kay dareechay se to hai door magar
Khuaab aatay hain phir sonay ka bahana ban kay
ye talatum, tairi ulfat ka mairy dil me to hai
Khatam ho jye na ye qissa fasana ban kay
Is qadar chahna us ko na raas aaya
Wo mairy pas se guzra hai begana ban kay

No comments:
Post a Comment